Ghar Maiy Prindy or Janwar Rakna
Ghar may Prindy or Janwar Raky . Mahole be accha ban jae ga or app ko maza be ae ga . Jo log samjaty Hain ke khargos gharo ko nuksan ponchaty Hain en ke lay arz hay ke main ne 4sal say khargos Raky hoe Hain or Eno ne Mera kabi koe nuksan nhi kia .
Khargos ghar ki bachi kuchi sabzi , phalo or roti pe guzara kar laty Hain or asy rizk ka zia be nhi hota or safai be ho jati hay .
Ghar may bachi roti , Sabi , chawal , Chey , phal /Sabi ke chilky sb kha lete Hain .
Murgia or batkha be asy he Hain ghar ki chat ya ghali may ba asani Pali jaa sakti Hain . Or asy he murgia be ghar ki bachi kuchi roti or salan pe pal sakti Hain .
Murgia or batkhay rak kar app ba_asani Ghar may he takriban muft Khalis Desi andy hasil kar sakty Hain
Ghar may ronak bharny ke lay kabooter Raky has sakty Hain , kaboter insane say both jaldi Manos ho jaty Hain or ye jis ghar may ak bar paky ho jae to phir wo ghar kabi nhi chorty . Kabooter ak asa prinda hay Jo appny ghar ka Rasta yad rakta hay ager app say urra be day to ye sham tk Ghar wapis as jaty Hain .
Es Tara Ghar may toty or dosry fancy Prindy kar kar ak part time kami ka ziria be banaea ja sakta hay es lay lay app ko both he thori jaga or 24ganto may say 1 say 1½ ganta Darkar hota hay .
Ager app be Ghar may Prindy ya Janwar palna Chey hay to jory rahe mere blog ke shat kue ke main he chez detail ke shat likny Wala ho .





Comments
Post a Comment